Meray Massail aur aap kaa Hal

I will share with you my problems, you give me your solutions…

MY problems are

  1. I dont feel hungry after I eat

  2. Cant sleep at night anymore, have to sleep here and there for 8-9 hours during day time to makeup

  3. Vision is so bad that cant see anything once I close my eyes

More to come.

Please help

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

ki rola pae gya aay

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

all signs of old age.. :no:

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

rooz raat ko 12 bajay kay baad adha ghanta dhoop saika karain aur kalay chanon ka milkshake piya karain
Afaaqa hoo ga
:chai:

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

loot gae barbaad ho gaeyy,,

thikhana chin gya..

be aasra ho gaeyy

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

yaa meray Molaa. kee pay gyaa rola, kar day sonay kaa bhao pundra so rupay tola

aap kiyaa ungle sargam kee rishtaydaar hain

kis kee old age Uncle KK :lb:

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

atleast he isnt getting blu like u

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

ji nahee main masi musibtay nahee hoon..

i am soimoi..

:snooty:

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

This is what you said about doodh ka milkshake also, magar ko’ee farq nahi paRaa

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

aabe zam zam ka pani :cb:

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

sonay kay baad aur uthnay say pahlay pena hai milkshake:smack2:

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

Aik Kala Ullo Pakar kay usko choonay may dabu kay us kay per say aik kaqaz per zafran say apnay masael likh kar us kaghaz ka taveez bana kar daria main dal dena , aadhee rak kay bad . inshallah bohat efaqa ho ga.

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

I had it, on shab-e-baraat kee raat.

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

are you goraa or Kalaa ?

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

asaan hal. shaadi kar lain.

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

tlk- it means ur human:eek:

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

yea aaj niksik say bohot maar khaney wali hai...

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

:hmmm: address daina zara

Niksik maray gee, par is ko sawaab zaroor milay gaa eik ghareeb kaa dil khush kernay per

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

you need a:smilestar: from ur wife ..you ll feel better ..Promise

Re: Meray Massail aur aap kaa Hal

I am not going to promise any such thing :snooty: