meray marnay kay baad..:-(

Mere marney key baad mere doston

Yu aansu na bahanaa

Agar meri yaad aaye to

Seedhey upar chale aana :smiley: :smiley: :smiley: :smiley:

Re: meray marnay kay baad..:-(

Hell maiN jana hua tau mujhay batana, mera apna hotel hai wahaN. You will get VIP Suit for free. ;)

Re: meray marnay kay baad..:-(

ohh yeh tou baree achee baat hai..heaven bhi kabhi kabhi jana paray ga na tou wahan par hai koi hotel? :p

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

aur agar marne se pehlay aaye tu… :blush:

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

house full hochuka hai :stuck_out_tongue:

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

udher hotel ke koi zaroorat nahi… maiN hooN na

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

matlab? :eek:

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

Aray Heaven maiN tau har deewar par meri Pic lagi hui hai. :blush:

with a Note on it “If anyone saw him, SHOOT TO KILL”

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

:smack2:

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

:blush: bus kabhi gharoor nahiN kiya. :blush:

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

iss ka koi aur matbal nikalta hai???

Re: meray marnay kay baad..:-(

Main to jannat main jaonga Inshallah Dani tum kabhi kabhi milne ajana wahin ;)

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

:naraz: mujhay tum sey aisay hi jawab ki umeed thee :hoonh:

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

:chai: iss kai ilawa bhi humai kafi kaam hain:p

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

pahlay woh saaray kaam karlo phir aajana :omg:

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

:omg: :omg:

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

khushfehmi hai:p shukar hai KHAAS KAAM JAHAN PAK;)

waisai tumarai janai kai baad duniya kitani saaf lag rahi hai:hehe:

Re: meray marnay kay baad..:frowning:

itana mooh khool kai nahi haaastai makhi chali jai gi:nono:

Re: meray marnay kay baad..:-(

um...ther is no such thing as flies where i livee..so i dun need to worry about that

Re: meray marnay kay baad..:-(

akali hougi uthay?