nice one chanda :k:
Masha Allah bohat khoob.... thanks for sharing
Very Nice CC :k: , Dont know yeh poem aap nay kis kay leay likhi
, khair jiss kay leay bhi likhi uss kay leay Note this poem may be Eid pay kaam a jaaye ![]()
bheerh dekhi to khayal aaya hamaiN
kab k ab bich-ray hue log milaiN
jee main aata hai
abhi tum se kahaiN
EID ka chand
mubarak ho tumhain
hum hain khamosh ,hain chup chaap kharay
lab khulaiN ge to pukaraiN ge tumhaiN
tum se bich-ray hue kitnay din beetay
tum se kehna yehi hai aaj hamaiN
maNg-na bhool na jana hum ko
chand ko dekh k gar hath uthaiN ![]()
Zabardast :biggthumb
Khush Raho :)
boht khob he:)
:k:
:k: :k:
[QUOTE]
nice jee thx 4 sharing
[/QUOTE]
zabardast *chando *
Wah... kya kehn'e
ahem ahem ye Nikami k leay likhi gaye hia ET…![]()
bohat khoobsurat nazam chando g like always thanks 4 sharin..:)
woww bhai very nice :k: aur woh jiskaliye ki unho nay khud hi batadiya
ab main kya kaho ![]()
thanks guys :)
zabardast :k:
thanko ![]()
Wah!
Re: meray jism-o-jaan par raqam
[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *
kisi khush nigaH se ankh ne ye kamal mujh par karam kiya
meray jism-o-jaan par raqam kya
woH jo ek chanD sa h'rf tha woH jo ek sham sa naaM tha
Woh jo ek phool se baat phirtI thi dar badaR
usay gulistaN ka pata diya
Mera dil ke shahre malaL tha usay rosHni main basa diyA
meri aNkh mere khwaab ko kisi ek pal maiN bah'M kiya
mere aa'ino main jo garD thi mah-o-saal ke
woh utar gaye
woh jo dhunD thi mere char soo woH bikhar gaye
sabhi roob aksay jamal ke
sabhi khwaab sham-e-wasal ke
jo gubare waqt main sar basar the itay huwe
woH chamak uthay
woH jo phool raH ke dhool the woh mehak uthay
liye saat rang baHar ke
chala sung main jo bahar ke
to saja diye sabhi rastay
kisi daste shabda saaz ne
mere naam par mere wastay
mere bay ghari ko panaH de mere justajo ko niShaaN diya
jo yaqeen se bhi haseen hai muJHay ek asa gumaN diya
jo reza reza wajooD tha
usay ik nazar main bahaM kiya
kisi khush nigaH se ankh ne ye kamaaL mujh pe karaM kiya *
[/QUOTE]
Wah wah!!! Bohat khoob Chando Jeee :)
Thanks for sharing...
beautiful :)