arz kiya hai…
meray Ishq-E-nadamat ko hiqaarat ki nazr say na daykh…
adaab adaab…
continue
mai kahouun…
meray Ishq-E-nadamat ko hiqaarat ki nazr say na daykh…
**yeh woh aab-e-muqaduss hai jo janat may nahee milta!!
**
shukriya shukriya ![]()
arz kiya hai…
meray Ishq-E-nadamat ko hiqaarat ki nazr say na daykh…
adaab adaab…
continue
mai kahouun…
meray Ishq-E-nadamat ko hiqaarat ki nazr say na daykh…
**yeh woh aab-e-muqaduss hai jo janat may nahee milta!!
**
shukriya shukriya ![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat.....
sighz. ayse kaam he kion kiyai thai :o
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
uncle poora shair parhtay ![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat.....
Nida ke mat mari giee hay :p
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
tame nahee , aor parhna aata tu yahan hota ![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
nida kon hai? ![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
Innocent SMile: apni nazrein karam neechay rakhiya zara ![]()
KSAKURI: ghalati ho gayee, it is NADAMAT ![]()
Uncle Prince: yeh bhi sahee hai ![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
ik aunty hain
jo k pehlay KSA mai hoti thi liken ab USA waloon ka sar kha rahi hian ![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat.....
oyee, u are saying uncle is jaahil!! sue kur don ga :o
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
Uncle, q lawyer haath lag gaya hai ![]()
IS: wats up with ur avatar, too girly ![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
zara kitni neachi karoon
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
Jigar ka dard :o
Jigar ka dard ooper say kahiN maloom hota hay ![]()
Jigar ka dard ooper say NahiN maloom hota hay ![]()
adaaB ![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
EMM: wht is nadamat/nidamat? ![]()
IS: usa ke log to lucky ho gaye hain.. ![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
koi shak hay kia
wesay agar 2 ya 4 classes parh laitay to yea din na daikhn aparhta aap ko ![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
meray avatar say jal kyo rahi hain aap ![]()
kuch b kahin mai aap ko nahi doon ga ![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
nah, LEGAL adviser :o
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
nadamat === sharmindgi
jo k is waqat KSA walo ko ho rahi hay USA waloon ke batian sun k k unhoon k ****aan ke khala ko USa send kar diya hay ![]()
nope yea to un ke bohat barhi bad-luck hay ![]()
Re: Meray Ishq-E-nidamat…
Uncle Bhaanday: jigr liver ko kehtein hain na ![]()
IS: ![]()
KSAKURI: jubb nida may ana aa jaye to woh nada bun jaati hai :halo: