Meray Haqq mein duaa ker

Jo teray bichernay se mujhey marz laga hai
Issi marz se merjaoon …meray haq mein duaa ker

Re: Meray Haqq mein duaa ker

maut ki bad-dua hoti hai, dua to nahin

Re: Meray Haqq mein duaa ker

Mehboob kay muunh say nikli her bad'duaa duaa he tou hoti hai

Re: Meray Haqq mein duaa ker

ye to maine Maa ke bare main suna tha

Re: Meray Haqq mein duaa ker

Andhey aashiqq ko filhal mehboob ki bad'duaa ...duaa lagti hai woh tou baad kay halaat o waqiyaat se usski aankhein khulti hain na.

Re: Meray Haqq mein duaa ker

jab woh bichhar gya to dua kaisay kary ga

Re: Meray Haqq mein duaa ker

telephonic khitaab like Altaf Bhai

Re: Meray Haqq mein duaa ker

u means telephonic dua

Re: Meray Haqq mein duaa ker

ji telephone pe nikah ho jate hain to dua kiyun nahin

Re: Meray Haqq mein duaa ker

kehty hain k telephone wala nikah is not valid

Re: Meray Haqq mein duaa ker

waja?

Re: Meray Haqq mein duaa ker

main koe mufti to nahin
kehty hain k nikah k leay gawahon,dulha aur nikah khawan ki mojodgi aik hi majlis mein honi chaheay