tera laal kurta
safed salwaar
haraa dupatta
haath main PPP ka jhunda
tu kya aurat hai
sherni hai
azaad ruu ki hai
mard to bhaithay-bhaithay
hukka peetay rehtay hain
aur tu azaad huee
aasmaan main
urti phirti hai
tu meray dil ki koyal hai
bulbul hai
faaKHtah bhi hai.
faaKHtah/qumri–>dove?