ehsan
1
Mera dil bhi shauq sey toro eik tajurbaa aur sahi
laakh khilone tor chuke ho eik khilona aur sahi
Raat hai Gum kii aaj bujhaa do jalata huaa har ek chiraag
dil mein andhera ho hee chuka hai ghar mein andhera aur sahi
dum hai nikalta hai eik aashiq ka bhi hai aa kar dekh toh loh
laakh tamaashe dekhe honge eik nazara aur sahi
khanjar ley kar sochatey kyaa ho qatl “Murad” bhi kar Daalo
daag hain sau daaman pey tumhaare eik izaafaa aur sahi
Re: Meraa dil bhi shauq sey toro eik tajurbaa aur sahi
very nice Ehsan Sahib 
Re: Meraa dil bhi shauq sey toro eik tajurbaa aur sahi
very nicee
babri
4
Re: Meraa dil bhi shauq sey toro eik tajurbaa aur sahi
Mera dil bhi shauq sey toro eik tajurbaa aur sahi
laakh khilone tor chuke ho eik khilona aur sahi
Raat hai Gum kii aaj bujhaa do jalata huaa har ek chiraag
dil mein andhera ho hee chuka hai ghar mein andhera aur sahi
dum hai nikalta hai eik aashiq ka bhi hai aa kar dekh toh loh
laakh tamaashe dekhe honge eik nazara aur sahi
khanjar ley kar sochatey kyaa ho qatl "Murad" bhi kar Daalo
daag hain sau daaman pey tumhaare eik izaafaa aur sahi
bohat aallaa janab.:)
Re: Meraa dil bhi shauq sey toro eik tajurbaa aur sahi
zabardast :k:
Re: Meraa dil bhi shauq sey toro eik tajurbaa aur sahi
Veryyyyyyyy nice !!! :k: