aysha
1
Dukh Dard Kay Maron Say Mera Zikar Na Karna
Ghar Jao Tu Meray Yaron Say Mera zikar Na Karna
Woh Zabt Na Kar Pain Gay Ankhoon Kay Samadar
Tum Guzaroon Say Mera Zikar Na Karna
Pholon Kay Nasheman Main Raha Hoon Sada Say
Dekho Kabhi Kharoon Say Mera Zikar Na Karna
Shahyad Yeh Andehray Hi Mujhe Rah Dikahin
Ab Chaand Sitaroon Say Mera Zikar Na karna
Woh Meri Kahanai Ko Galat Rang na Dey Din
Afsnana Nigaroon Say mera Zikar na karna
Shahyad Woh meray Haal Pay Bey Sakhta Roh Diin
Iss Baar Baharoon Say mera Zikar Na karna
Lay Jain kay Gehrai Main Tum Ko Bih Baha kar
Darya Kay Kinaraoon SAy Mera Zikar Na Karna
Woh Shaks Milay Tu Ussay Har Baat Batana
Tum Sirf Isharoon Say Mera Zikaar na KArna
Re: mera zikar na karna
Amazing. har shair khoobsurat hai. Thanks for sharing :k:
OK Baba, nahee karoon ka aapka zikr, khush :)
Waisay bohat khoob...
Thanks for sharing :)
aysha
6
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
OK Baba, nahee karoon ka aapka zikr, khush :)
Waisay bohat khoob...
Thanks for sharing :)
[/QUOTE]
shukar heh jaan chadee!
just kidding, thanks!
Wah… Har shair la-javab… :k:
Masha Allah thanks for sharing....
Re: mera zikar na karna
[QUOTE]
*Originally posted by aysha: *
Dukh Dard Kay Maron Say Mera Zikar Na Karna
Ghar Jao Tu Meray Yaron Say Mera zikar Na Karna
Woh Zabt Na Kar Pain Gay Ankhoon Kay Samadar
Tum Guzaroon Say Mera Zikar Na Karna
*Pholon Kay Nasheman Main Raha Hoon Sada Say
Dekho Kabhi Kharoon Say Mera Zikar Na Karna *
Shahyad Yeh Andehray Hi Mujhe Rah Dikahin
Ab Chaand Sitaroon Say Mera Zikar Na karna
Woh Meri Kahanai Ko Galat Rang na Dey Din
Afsnana Nigaroon Say mera Zikar na karna
Shahyad Woh meray Haal Pay Bey Sakhta Roh Diin
Iss Baar Baharoon Say mera Zikar Na karna
*Lay Jain kay Gehrai Main Tum Ko Bih Baha kar
Darya Kay Kinaraoon SAy Mera Zikar Na Karna *
Woh Shaks Milay Tu Ussay Har Baat Batana
Tum Sirf Isharoon Say Mera Zikaar na KArna
[/QUOTE]
Beautiful.
thanks for sharing aysha
Nazam
12
Nice aysha , Hum ap ka ziker nahin kartey ;)
Nazam
13
i know im making fun with each guppie in their poetry but plz dont mind
bohat khooooooooob :k::k:
hanie
15
poora shair hi zabardast haye.
*Iss Baar Baharoon Say mera Zikar Na karna *
kissie bhi cheez se mera zikr na karna.
bohat khoob. 