another beautiful song for beautiful people 
door bhi jaye na pass bhi aye na
kion ke pyaar bara sharmila
zulfoon se ghunghat ka kaam le
esey ka kya koi naam le
neend churaye na, chain uraye na
hai dildaar bara sharmila
honton pe inkaar sa hai
nazroon main ikraar sa hai
saaf bataye na
saaf chuhpaye na
hai izhaar bara sharmila*
2 Likes
Re: Mera yaar bara sharmila
Nice! 
Re: Mera yaar bara sharmila
Meine Poocha Chand Se… :k:
Re: Mera yaar bara sharmila
wah, kya gana hai coolmunda!
whistling *mera yaaaaaaaaaaaaar bara sharmilaaaa, leaves the thread*
Re: Mera yaar bara sharmila
Another great Rafi song…dil k jharoke mein
Re: Mera yaar bara sharmila
Thanks yaar.
Shikra
7
Re: Mera yaar bara sharmila
Excellent songs. JL’s first post reminded me of this song 
**Aaney sey uskey aaye bahar, janey sey uskey jaye bahar
Bari mastani hai meri mehbooba
**
Re: Mera yaar bara sharmila
Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Hai vafa kya is jahaan ko
Ek din dikhla doonga main deewana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Re: Mera yaar bara sharmila
kyaaa yaadain taaza kar deen shikra and coolmunda.... uff!!!
beautiful people :D, take note, take note. :D
Shikra
10
Re: Mera yaar bara sharmila
^ I noted, I knew you were addressing to all that have already replied in this thread 
Cool Munda That’s one of my favorites :k:
Re: Mera yaar bara sharmila
^ un ke leye tou jan bhi hazir hai, wo na bhi reply karain tou humain thread ki khusboo se pata chal jata hai ke unhoon nain parrh li hai :D :D :D