Mera Taruf.....

Kia mera taruf hai
Ek aam si larki hoon
Ek aam si soorat hai
Ek naam hai younhi sa
Aangan main kaheen hansta
Bachpan wohi bacha sa
Takiyay k talay rakha
Sapna wohi kacha sa
Kia mera taruf hai ?
Lakin yay meray harf, meray lafz
Shayad kay yahi main hoon

Re: Mera Taruf.....

Acha "taruf" hey aap ka :K::)

Re: Mera Taruf.....

chalain mera taruf to ho gaya..... ap apna kab kerwa rahay hain..... ? kafi waqt lay liya ap nay soochnay main ab likh bhi dijiyay Amal :)

Re: Mera Taruf…

Lakin yay meray harf, meray lafzShayad kay yahi main hoon

interesting taruf :k:

Re: Mera Taruf.....

:)

Re: Mera Taruf.....

nice Sheal. humbling.

thank for sharing.
Dushwari

Re: Mera Taruf.....

thank you all :)

Re: Mera Taruf.....

:D

Re: Mera Taruf.....

*^ lolz :-D *

Re: Mera Taruf.....

Wel...........Bohat Pyaree Poem hai............App ki tarhan........:)

Re: Mera Taruf.....

Sweet expression.. :)

Re: Mera Taruf…

heyyyy greatt post :mudhosh:

Re: Mera Taruf.....

Naam to pata chal gaya ap ko :)