P_G
1
kabhi yaad ayee to poochna zara apni khalwat-e-shaam say
kisay Ishq tha teri zaat se..kissay pyaar tha tere naam say,
zara yaad kero k woh kon tha jo kabhi tujhay bhi aziz tha,
wo jo jee utha tere naam say..woh jo mer mita tere naam say
humain bay rukhi ka nahi gilla k yehe WafaaooN ka hai silla
magar aisa jurm tha kon sa k gaye dua Salam say
na kabhi visal ki chah ki. na kabhi fraaq main aah ki
k mere tareeqa-e-bandgee hai juda tareaka-e-Aam say
muncho
2
Re: mera tareeka-e-bandgee !
na kabhi visal ki chah ki. na kabhi fraaq main aah ki
k mere tareeqa-e-bandgee hai juda tareaka-e-Aam say
waah !
Re: mera tareeka-e-bandgee !
bahot khuuB na PG.
whizz
5
Re: mera tareeka-e-bandgee !
wah kia baat hai thanks 4 sharing
P_G
6
Re: mera tareeka-e-bandgee !
thanx guys : )
Daanie
8
Re: mera tareeka-e-bandgee !
buhut khoob :)
aeno
9
Re: mera tareeka-e-bandgee !
wow so nice
Re: mera tareeka-e-bandgee !
buhat khoob..
abeeha
11
Re: mera tareeka-e-bandgee !
na kabhi visal ki chah ki. na kabhi fraaq main aah ki
k mere tareeqa-e-bandgee hai juda tareaka-e-Aam say <!-- / message -->
very nice sher.....
but whole is nice....