Mera piyaara chaman "Pakistan"

Aisee zameen aisee aur aasmaan
inn keh siwa jaana kahaan
barhtee rahei yeh roshnee
chalta rahei yeh kaarwaan

Dil Dil Pakistan Jaan Jaan Pakistan
Dil Dil Pakistan Jaan Jaan Pakistan

Dil dil se miltei hein to piyaar ka chehra banta hei chehra banta hei
Phool ik laree piroen to sehra banta hei sehra banta hei

Dil Dil Pakistan Jaan Jaan Pakistan
Dil Dil Pakistan Jaan Jaan Pakistan

Ghar apna to sab ko jee jaan se piyaara lagta hei taara lagta hei
Hum ko bhee apnei her armaan se piyaara lagta hei taara lagta hei

Dil Dil Pakistan Jaan Jaan Pakistan
Dil Dil Pakistan Jaan Jaan Pakistan
Dil Dil Pakistan Jaan Jaan Pakistan
Dil Dil Pakistan Jaan Jaan Pakistan
Dil Dil Pakistan Jaan Jaan Great Pakistan
Dil Dil Dil Dil Dil

WoW!! another vital signs fan!!!

another patriotic song by them:

Hum Hain Pakistani hum to jeetain gay, haan jeetain gay
Har maidaan main, har toofan main, har mushkil main jeetay gay!! :)

OOOOooooochi, Bohoth OOOoonchi
In Hawaoon mai rehna hai Zindagi
Jeena ZindagEeeeeee
Har dum nigahon mei
Apni Zameeeeeeen haaaaaaaaaaaaaaaai

Taiz khiyalon saaaaaaaaay (???)
Apni Uranay haaaaaaaain
Ike Mohaaaaaabath
Ithni Jaanay haaaaaaain...

Zindagi ka mazaaaaaaaaa Yon jeenay mai hai
Kal bheeeeee zinda rahaaaaain
Asaaaaaaaaay hum Jeeeeeeain...

Onchi bohuth onchi, innn Hawaaaaooon mai rehna hai zindagi, jeena Zidagi...

Tried my best, haven't heard this one since 4 years! hmm.. better get to it :)