Haseen imaraton ka Malickk
Khubsurti ke rung mein dhula hua
Jaan dedun tum per
tum hi se humey wafa hua
Aye mere dil ke koney koney ki roshni
Tu sun le meri pukaar,
teri Raagon mein pala bara huun mein,
tu meri jaan hai yaar,
teri hawaon ne dil dhadkaya hai yeh
to sanson mein basa hai tu
Bare guroor se kehta huun,
haan shaan se bolta huun,
main hoon teri aulaad…
tu sachi mein,
markazey yaqeen shadbad.