mera naam

tu mera naam na pocha kar
main teri zaat ka hissa hun
main teri soch mai shamil hun
main teri nend ka qissa hun
main teray khaab ka hasil hun
main teri soch ka mehwar hun
tu manzir hai main pass.e.manzir hun
main lamha hun main jazba hun
jazbay ka koi naam nahe
tu mera naam na pocha kar…

Nice..:k:

Re: mera naam

very nice :k:
n welcome here :slight_smile:

Re: Re: mera naam

hmmmmm u sure :rolleyes: :rolleyes:

thanx:)