MERA NAABADAL DENA :rolleyes:
:halo:Ek lafz Mohabbat hai,
jissay kar k daikho tum..
Barbaad na ho jao to
mera naam badal daina..:snooty:
:bummer:Ek lafz Muqaddar hai,
jiss say larr k daikho tum..
Haar na jao to
mera naam badal daina..:hoonh:
:DEk lafz Wafaa ka hai,
zamanay mein nahi milti..
Kaheen say dhoond kar lao
to mera naam badal daina..:o
:teary3:Ek lafz Aansoo hai,
issay dil mein chhupa kar daikho tum..
Aankhon say na beh jaye
to mera naam badal daina..![]()
:@:Ek lafz Judai hai,
issay seh kar daikho tum..
Toot kar na bikhar jao to
mera naam badal daina..:sid: