Hi!
oun key nighay naz per tohmaet galat magar
nechey nazar say phir wou kidher dek tay rahay
Dil ka maskan unhay pasand bouhat
Laak mein na kaha demag mein rah
Jub beh meynay keya, khayal Tera, yad keya
Phaal mein pounchha mera Demag wahaan
Sounch tey houn ka tha tera intekhab galat
Werna kuon rouckey hai rasta demag mera
Mouj kou her waqt yeh dekhata hai
Yeh mohabat kay rastay hein galat
Chal iss rastey, wou hai rasta ei pashemani
keya galat keya sahe samaj, phir chal oudhar
Kehna soun sub bahroun ka na kar galti
Bin sounay jou karay ga mun mani
Tamam oumar yeh rouna rahay ga bouhat
Kash baghban e dil mera beh houta Demag