**kbhi ulfat bhara lehja , kbhi utra hua chehra
**
**
smjh mein nahin ata mera kasoor kiya hy**
Re: mera kasoor kiya hy
Ye to iss gane jaisa sawal nahin:
Papa main choti se baRi kiyun hogai?
Re: mera kasoor kiya hy
uska mood swing hogiya hoga
Re: mera kasoor kiya hy
kisi flim mi tha
me ne jis din se tum se mohabat ki us ke baad kabhi hansa nahi :k:
Re: mera kasoor kiya hy
tu kis nai kaha thaa ky muhabat karoo ![]()
Re: mera kasoor kiya hy
samaj tu usay be nhi aa rahiii
Re: mera kasoor kiya hy
Aapka qasoor ...muhabbat hai :p
Re: mera kasoor kiya hy
agreed
Re: mera kasoor kiya hy
muhbaat karnaa be juraam baan gaiyaa hy ![]()
Re: mera kasoor kiya hy
humeysha se thaa...
romeo juliet , heer ranjha etc etc sufferred too
Re: mera kasoor kiya hy
hmmm :)