Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam
Kya khoob lagti ho bari sundar dikhti ho
Phir se kaho kehte raho achha lagta hai
Jeevan ka har sapna ab sacha lagta hai
Kya khoob lagti ho bari sundar dikhti ho
Kya khoob lagti ho bari sundar dikhti ho
Tareef karoge kab tak bolo kab tak
Mere seene mein saans rahegi jab tak
Kab tak main rahungi man mein
Haan man mein
Sooraj hoga jab tak neel gagan mein
Phir se kaho kehte raho achha lagta hai
Jeevan ka har sapna ab sacha lagta hai
Ho kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
Tum pyaar se pyaari ho tum jaan hamaari ho
Khush ho na mujhe tum pa kar mujhe paa kar
Pyaase dil ko aaj mila hai saagar
Kya dil mein hai aur tamannaa
Hai tamannaa har jeevan mein
Tum mere hi bananaa
Phir se kaho kehti raho achha lagta hai