Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam II

Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam

Waleikum Assalaam & Very Nice $id..:)

Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam

Shaam, Udasi, Khamoshi
Kuch Kankar, Talaab aur main

ws bohat khoob

Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam

Thanks alot :)

http://www.paklinks.com/gsmedia/files/36755/ChuN.jpg

Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam

bohat khoob ji

Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam

Thanks T.naam :)

Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam

Good One $id..:k:

Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam

Abhi utk miss he kiy ja rahay ho????????????? Bhai khuda kay liye khud bhi miss ho jao kissi ko :)

Thankew :~) Aryaan bhai !

To tum kar lia karo miss mujhe ;p

**
Abay Moderator bun kar Bhool gaiy ho puranay dostoon ko :bailan ??? bus apny thread sticky kar lo aur kuch na karo …Sharam Karo :smilestar: **

Jee nahi sannan bhai i still remember ma old pals :stuck_out_tongue: aur thread pehle karwata tha apnay sticky mods ko bol ke ab to aap sab k liye he sticky karta hon threads personal to kuch bhi nahi hota :stuck_out_tongue: ! Plus tusi le aao koi acha thread usay sticky kar deta hon :stuck_out_tongue:

Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam

Kya khoob lagti ho bari sundar dikhti ho
Phir se kaho kehte raho achha lagta hai
Jeevan ka har sapna ab sacha lagta hai
Kya khoob lagti ho bari sundar dikhti ho
Kya khoob lagti ho bari sundar dikhti ho
Tareef karoge kab tak bolo kab tak
Mere seene mein saans rahegi jab tak
Kab tak main rahungi man mein
Haan man mein
Sooraj hoga jab tak neel gagan mein
Phir se kaho kehte raho achha lagta hai
Jeevan ka har sapna ab sacha lagta hai
Ho kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
Tum pyaar se pyaari ho tum jaan hamaari ho
Khush ho na mujhe tum pa kar mujhe paa kar
Pyaase dil ko aaj mila hai saagar
Kya dil mein hai aur tamannaa
Hai tamannaa har jeevan mein
Tum mere hi bananaa
Phir se kaho kehti raho achha lagta hai
Jeevan ka har sapna ab sacha lagta hai
Phir se kaho kehti raho achha lagta hai
Jeevan ka har sapna ab sacha lagta hai
Ho kya khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
Tum pyaar se pyaari ho tum jaan hamaari ho
Tum pyaar se pyaari ho tum jaan hamaari ho

Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam

Beautiful song $id..:k:

Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam

Thank you Aryaan brother !

Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam

nice

Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam

Shukriya

this ones soooo nice

Re: Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam

very nice

Simply Cool image & poetry