Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam I

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

Tauba ALLAH maafi :teary2:

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

awesome sharings Sid

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

thx

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

kidar chupeh ho :hmmm:

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

kahin nahin hum yahin hote hain

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

:snooty:

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

ham ne maanaa ke taGaaful na karoge lekin
Khaak ho jaaye.nge ham tum ko Khabar hone tak

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

:wub:

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

http://eidmubarak.com/imageboxes/box60/i604237634293.jpg

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

Ab Iraadaa Hai Ke Patthar Ke Sanam PuujuuN Gaa
Taakay GhabraauuN To Takraa Bhi SakuuN, Mar Bhi SakuuN

Aisay InsaanoN Se Patthar Ke Sanam Achay HaiN
Unke QadmoN Pe Machaltaa Hua Damaktaa Huaa Khoon

Aur Wo Meri Muhabbat Par Kabhi HaNs Na SakeiN
Mein Bhi Be-rang NigaahoN Ki Shikaayat Na KaruuN

beIng loNEly !!! sid !!!

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

Aap Tobah kyuN kar rahey ho? kya aap dhamakey kartey :-p

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

mein acha bacha aisa nai karta :p

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

hamesha ki taranh it's excellent Sid :)

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

Tumm mayray liay aor koi ilzam na dhoondho
Chaahaa thaa tumhein ik yahee ilzam bohat hay

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

Saans rukk si gayi.....waqt tham sa gaya..
Bhool jaon mein kese.... wo cherah tera..
Ainay mein tera aks ubharta gaya..

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

nice one.

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

thnx :)

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

Bana bana ke tamanna mita-ee jati hai
Terah terah say wafa aazma-ee jati hai

Jab unko meri mohabbat ka aitbaar nahi
Tu jhuka jhuka ke nazar kyon mila-ee jati hai

Humein dil ka pata vo humaein nahi dete
Humari cheez hamee say chupa-ee jati hai

Shakeel duur manzil say na umeed na ho
Ab aa- hee jati hai manzil aa-hee jati

beIng lonEly !!! sId !!!

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

very nice

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

for you :flower2:Sid :flower2:
**
Khoob bhi tujh se hay, nayaab bhi tere jaisa
Zindagi khawab hay aur khawab bhi tere jaisa