meRa hamsafaR jo ajeeb hai tu ajeeb taaR hooN maiN ap be

gham-e-zindghi teRi rah maiN shab-e-arzo teRi chah maiN
jo ujaR gaya wo basa nahi jo bichaR gaya wo mila nahi

zabardast nikami
pls let me know about the poet!

[quote]
Originally posted by kashish:

**gham-e-zindghi teRi rah maiN shab-e-arzo teRi chah maiN
jo ujaR gaya wo basa nahi jo bichaR gaya wo mila nahi

zabardast nikami
pls let me know about the poet!**
[/quote]

thanks kashish.....poet is AitbaaR sajid


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

khoob NJ..

Woh Kunn Hai Joo Abhi Giya Nahee Jii Mujhay Batain Nikalay Daity Hain Na Ussay Muft Kay Ghar Main Rehta Hai..................EID MUBARIK

sooch lijaiye muddi g..kuch apno k naam atey haiN bahteR hai k hum khamoosh rahiN..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

ap ko be eid mubarak kanjoos kahin k card ki qurbani na daina parey yahan he formality…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

thanks

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

Mein kia jee ZABARDAST!