Samad
July 30, 2007, 5:07am
1
Wo pehla pehla pyaar
wo jab phone par sher sunati thee…
uski wo muskarahat…
uska wo phone aik dum rakh dena jab abba aana…
uskay wo msn chat with smilies and (L)…
aaj bi muje wo yaad ati hai, magar kismat meri kay uska Nikah ho gya, aur mera Alvida.
Wo samundar us paar thee, aur maiN is paar.
Kabhi kabaar mai sochta hooN kya wo mujeabi bi kabhi yaad karti ho gi?
AQ
July 30, 2007, 5:12am
2
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
ASN cheetay.... maiN tumhaaraY dukh dard maiN baraabar kaa shareek hooN..
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
*Wah! GS ky na hony waly Governor. Buhat khub, waisy dosry tesry piyar ko bhi yad kr liya kro * :D
Samad
July 30, 2007, 5:13am
4
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
AQ thanks, tum na hote to mai kab ka chalaang mar kar aik badruh ban chukka hota.
Allah tumhe gupshup ki sab say naik laRki ata farmaye.
Ameen.
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
Kya baat hai, kya yaad hai?
Kash humara bhi kabhi koe esa scandal ho
Chat main miley sexy sa uss ka handle ho
Karey wo pyaari pyaari baatain muj se
Dekhney main chahey wo koe maindak ho
Samad
July 30, 2007, 5:27am
6
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
uska aakhri PM to me
[quote]
Shonu, meri aglay haftay shaadi ho rahi hai. meri aik baat yaad rakhna, chahay mere jitnay marzi bachay ho jaiN, tum hamesha muje yaad raho gay.
Muje maaf kar dena, mai apna waadha nibha na sakki. Kash tum jaan saktay muje tum say kitna pyaar hai.
Magar kya karain, jab kismat mai hi ye likha hai.
Love 4eva
tumhari apni mFe biwi uski
xxxxxx
[/quote]
Samad
July 30, 2007, 5:29am
7
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
Kya baat hai, kya yaad hai?
Kash humara bhi kabhi koe esa scandal ho
Chat main miley sexy sa uss ka handle ho
Karey wo pyaari pyaari baatain muj se
Dekhney main chahey wo koe maindak ho
lol nice one mirza jaan leva, tussi tay kamaal kar ditta! par mendak ko kiss karnay say koi pata nahi wo aik dum hoor parri nikal aye.
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
dua tou yehi hai ke hoor pari bun jaye par agar dheet hai tou phir phass ghye na
Samad
July 30, 2007, 5:35am
9
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
Jaan Leva, warna Hills Have Eyes 2 wala scene karna zabaan nikaal kar.
K_Khan
July 30, 2007, 5:44am
10
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
Kya baat hai, kya yaad hai?
Kash humara bhi kabhi koe esa scandal ho
Chat main miley sexy sa uss ka handle ho
Karey wo pyaari pyaari baatain muj se
Dekhney main chahey wo koe maindak ho
buhat khooob. wesse maindakoon nai abhi reply nahi kiyaa!
SheeN
July 30, 2007, 6:03am
11
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
i feel pity for those who dont get there love:(
ASA
July 30, 2007, 6:34am
12
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
**terii mahafil se uThkar ishq ke maaro.n pe kyaa guzarii
muKhaalif ik jahaa.N thaa jaane bechaaro.n pe kyaa guzarii
ASN… **
K337
July 30, 2007, 11:25am
13
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
Os ka nikah aap say nahi hua??
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
*kya tragedy hai :( devdas to kuch bhi nahi :( *
fghd
July 30, 2007, 3:24pm
15
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
lol
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
^:crying:
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
the last pm
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar
:k:
Re: Mera gupshup ka pehla pyaar