Re: Mera gupshup ka Doosra pyar
ooyy hoyeee kya yaad dila diya… bhai naam bata day yaar..aisa na ho kay hum donoon aik he Riskshay sawar hon. ..lol @ doli gir gayi
aisa bhi ho sakta hai kay doli kay under AUNTY ke shadi bardadi kar dee ho
Ya bachi nay hum ko Katrina Kaif ke pic dikha dee ho or asal main wo Abda Parween hO ![]()