Uska muje hamesha lambay lambay gupshup par PM’s karna…Wo beete lamhe aaj bi yaad ataiN haiN. Uskay wo sms’s. Uska mere say skype par bataiN karNa, webcam par apni har cheez dikhanay siwayay apnay aap ko. uska webcam apni khirkee par rakh dena taa kay mai uski saraK aur gaari dekh sakooN.
Par achanak aisa kya ho gya kay uski bi shaadi ho gayi, aur uskay akhri ilfaaz ye thay kay asn mai tum say hamesha pyar karoonga, aur meri ye shaad pasand ki naheeN, aik na aik din apna inbox zaroor dekhna, tum muje payo gay.
4 saal guzar gaye mere PM inbox mai siwaye automatic warning point PM’s kay ilawa aj tak kuchnahi aya.
Uska muje hamesha lambay lambay gupshup par PM's karna....Wo beete lamhe aaj bi yaad ataiN haiN. Uskay wo sms's. Uska mere say skype par bataiN karNa, webcam par apni har cheez dikhanay siwayay apnay aap ko. uska webcam apni khirkee par rakh dena taa kay mai uski saraK aur gaari dekh sakooN.
Par achanak aisa kya ho gya kay uski bi shaadi ho gayi, aur uskay akhri ilfaaz ye thay kay asn mai tum say hamesha pyar karoonga, aur meri ye shaad pasand ki naheeN, aik na aik din apna inbox zaroor dekhna, tum muje payo gay.
4 saal guzar gaye mere PM inbox mai siwaye automatic warning point PM's kay ilawa aj tak kuchnahi aya.
Tum jaha bi ho, khush raho.
You know I use to think that you are a guy, then I checked your profile.
So why a guy was not showing you his face (webcam par apni har cheez dikhanay siwayay apnay aap ko). Must be not good looking.
Anyway, you know, if you are looking for "Gupshup ka teesra pyar"..... ehemmmm...... you know.....that can be arranged

tariq bhai aap ko bhee naqshaY karaa diye iss naY :D
tariq bhai aap ko bhee naqshaY karaa diye iss naY :D
jee behtar.
Shukriya for understanding. I also noticed "Karoonga" part. First thing I did was to check the profile. Baabay, Karachi kay hai(n) hum bhi. Itnay bholay nahin hain jitnay lagtay hain