16+ahem
Bachay โฆ lekin wo kam-bakahat pankhay, roshndaan, almari par say neechay utrain to yeh banda un kay baaray main kuch sochay na
soch raha hoon Kailay kay darakht kay chilkoN ki sherwanian bana kar un sab ko pehna doon ![]()
begam ka new burqa ?
puaranay burqay ko dye na karwadoon ?
qayamat lagaingi wo new (new jaisay) burqay main ![]()
wo secret dasain
warna mukhbir say poochna par jaiga ![]()