Sotay main guzraa ..
chand raat ko, pehlay to Pervaiz ka phone aa gayaa. Keh rahaa thaa ke eid ka tohfaa kub de rahi ho … baree mushkil se phone band kiyaa
phir Sheikh sahab ghar pe aa gaye .. kehnay lugay ke eid ke qameez shalwar main naraa kaise daalte hain, zara bataa do ..
main koi oon ki naukrani lagi huee hoon ..
subha chaar bajay tuk baithay rahae, bari mushkil se gaye., lekin jaatai main apni shalwar bhool gaye (Eid wali) 
ulloo loug
tum sunaao jaani, kiyaa haal hain?
Re: Mera Eid Ka Din
Begum shaiba ap eid ki morning kitne bajay ghar wapas aheeN thee 
P_G
4
Re: Mera Eid Ka Din
begum nawazish ali apnee nawaazishat shaikh sahab or pervaiz per kam ker do
werna jaamia hafsa ki taalibat tum ko pakar ker lay jaain gee smilestar
Dania
5
hahaha zabardast kya baat kahi hai tum nay :k:
P_G
6
Re: Mera Eid Ka Din
^ adaab arz hay mathay per hath lay janay wala icon
P_G
8
Re: Mera Eid Ka Din
^ or sunaao eid kaysee rahe ? kitni eidi jama kee ?
Dania
9
Re: Mera Eid Ka Din
sirf 30$ eidi jamaa hoi.. waisay yahan eidi kay bajai log gift detay hain tou gifts ziadah milay :)
P_G
10
Re: Mera Eid Ka Din
acha sub say acha gift kis ka tha or kia tha
Niksik
11
Re: Mera Eid Ka Din
Begum, tum ney Eid per kiya pehna? Fotu toh lagana 
Niksik
12
Re: Mera Eid Ka Din
Begum, I forgot to ask, which of your shohars did you spend Eid day with?
Re: Mera Eid Ka Din
ufff
ye Eid kab khatam ho gi
Re: Mera Eid Ka Din
Or kia Begum NA ka tu haar din eid or RaaaT shab-e-baRaat hote hai 
Haay’haay Yea maJboori
yea musaam or yea duuriii
TLK
17
Re: Mera Eid Ka Din
BNA ko kuch na kehna tum loug, shayad GS ki shareef tareen guppans me sai ho gi wo,
BNA ko kuch na kehna tum loug, shayad GS ki **shareef **tareen guppans me sai ho gi wo,
haan Nawaz or Babraa shareef Jaysee shareef :D
TLK
19
Re: Mera Eid Ka Din
Yaar, tum yeah joke paanchwi class se kartay chalay aa rahay ho, ab to choR do iss ka peechaa :D
is ka peecha kis ka peecha .. bhai peech’Waray walaY log nahii haiN hum 