Mera dil tum chori chori na churaana:)
tum mujhe chupke se yeh mat bataana
kay tum mujhse pyaar kartay ho
bus tum tau sirf aik mujh he par martay ho
tum tau din raat aik mujhe he yaad kartay ho
Re: Mera dil tum chori chori na churaana
usko or koe kam nehe
mera msg dena
ja ke namaz perhe
serf allah ko yad kere :ASA:
Re: Mera dil tum chori chori na churaana
usko or koe kam nehe mera msg dena ja ke namaz perhe serf allah ko yad kere :ASA:
lo hor suno! Allah ko yaad karanay ko farishtay bahut hayn, dard e dil k waastay paida kia hunsaan ko.
Re: Mera dil tum chori chori na churaana
Mera dil tum chori chori na churaana:) tum mujhe chupke se yeh mat bataana kay tum mujhse pyaar kartay ho bus tum tau sirf aik mujh he par martay ho tum tau din raat aik mujhe he yaad kartay ho
what kind of tuk bandi is it . agar chori cupkay chupkay nahi key jai to woh chori nahi , dada geeri ya ghunda gardi hotee hay. Nahee ?
Re: Mera dil tum chori chori na churaana
lo hor suno! Allah ko yaad karanay ko farishtay bahut hayn, dard e dil k waastay paida kia hunsaan ko.
hunsaan kere na insan namaz perhe allah ko yad kere :ASA:
Re: Mera dil tum chori chori na churaana
lo waikho kon saying ‘‘haath jhaaroo moun main Allah Allah’’ ![]()
Re: Mera dil tum chori chori na churaana
ensan ko her waqt allah allah kernah chahiea
Re: Mera dil tum chori chori na churaana
ensaanoon ki batein kis ko samjha rahi ho tum yar ![]()
Re: Mera dil tum chori chori na churaana
wot can i say some people are just
![]()
Re: Mera dil tum chori chori na churaana
people r just WHATTTTTTTTT why don't u fill in the BLANK
Re: Mera dil tum chori chori na churaana
tweety iss sher ko continue kartee thora aur aisay incomplete lag raha hai ![]()
Re: Mera dil tum chori chori na churaana
MASOOM muskaan tumhe bhi chahiye kay tum namaaz perho na kay tum tau bus 24 hrs. GUPSHUP per threads he kholti rehti ho.