mera dil chahta hay k

main sub say naraaz ho jaaon * naraz*

Re: mera dil chahta hay k

chalo phir hum aapko koi reason deytey hain naraz honay ki :phati:

Re: mera dil chahta hay k

naraz hojanay say kia app ka dill nahe chahey ga koi app ko manay

Re: mera dil chahta hay k

phatima > kia app mera topic lock kernay ka sooch rahee hain : (

ghazal > tubhee to naraz hony ka dil ker raha hay * blush *

Re: mera dil chahta hay k

Nahi laiken agar aap ko burra lagaiy ga tho mein karloongi :clown:

Re: mera dil chahta hay k

acha tu kis say mana pasand karein gi app

Re: mera dil chahta hay k

ho jaooooooo
mai gaana gaa ker manaloo ga:snooty:

Re: mera dil chahta hay k

phatima > theek hay lakin phir us lock ki chaaabi mujhay day daina * blush *

ghazal > jo bhi khaloos say mana lay : )

Re: mera dil chahta hay k

hona hai to ho jao naraz ... meray kanay tame nahi mananay ka ..

Re: mera dil chahta hay k

dukhi > is say behter hay app chup rahain : P

faraaz > main app say pooch ker naraz nahi hoon gee : P

Re: mera dil chahta hay k

Ohhhhhhh i c aankhooN aankhooN mai baat kerna pasand fermaiye gi app :blush:

Re: mera dil chahta hay k

rhooti ho tum , tum ko kaisay munaoon P_G:halo:

Re: mera dil chahta hay k

:naraz:

Re: mera dil chahta hay k

Thanks :phati:

Re: mera dil chahta hay k

btw with your avatar how are we going to tell if you are naraaz or not?

Re: mera dil chahta hay k

wah jee wah dil khush kar ditta ;)

Re: mera dil chahta hay k

agar yeh naraz honay wali thread hai tou main nahi hongee naraz..abhi kuch din tak main naraaz rahee hoon..kisi sey :hoonh:

Re: mera dil chahta hay k

kitna khush hain sub mere naraz honay per

jaisai mainy sub ka qarza dabaya ho * naraz*

Re: mera dil chahta hay k

this is one circular thread innit..back where it started...