mera dil chah raha hai .....

koee sad shairee perhne ka :frowning:

gham:(

Wah...

**
Apnay kahay main subaha ka tara hai in dinoon
**


tum aa sako tu shab ko barha dooN kuch aur bhe
apnay kahay main subaha ka tara hai in dinooN

v nice..:)

humm

nice :k: