Mera Chain Wain Sub Ujhra

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

hahaha

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

kya huaaa…y r u laughing…:rotfl:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

jab jab tumhary hihihihi nikkel jati hai
to meri hahaha nikkel jati hai *ohhhhh ye to shair ho gaya:D

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

:rotfl:aap shaa’ir kub sey bun gayee…
kya poetry section ka raasta maaloom ho gaya aapko…:rotfl:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

Nahi ye shairy sirf cafewalay hi berdasht ker saktay hai:D

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

Haan to phir pata kerna tha kohn kohn hai OnLine:wink:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

iss kay ilawa bhi koi kaam kia karo :barbie:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

Misaal k toor per kiya
Kiya mujh say kuch umeed rakh rahi hoo :blush:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

kabhi logoon kay dukh baant bhi liya karo:naraz:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

Ohhhhhhh mera pyara pyara becha kiya tum bhi dukhiiii hoo :teary1:
betaoo mai tumharay liye kiya ker sakta hoo

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

meri jagga tum exam day dou :smiley:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

kiss cheez ka exam haiN
Agar muhabat ka exam ho to mai tyar hoo :blush:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

nahin … sirf tax ka exam hey :grumpy:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

tax
Ohh pagal tax k liye tumhay kuch nahi kerna perhta
woh pehlay say hi tax kat ker baqi salary hath mai daitay hi :teary1:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

chain gum gaee tu rassi istemal kur laiatai.. :o

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

Koi hai? :waves: