Mera Chain Wain Sub Ujhra

Hi
Check ker raha tha Kohn Kohn Online hain:)

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

:cb:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

ohhhhhhh PCP subha subha phir shuru ho gai :naraz:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

ji ji ho gyi. ap kese hain?? kidher hain kub sai!!?

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

bus thora bohet kaam tha ker liya aur tum sunaoo kaisai hoo
btw mubarak tumhai Mod ben gai, kitni rishwat di thi :D

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

:p shukrea. unginnat di thi :p

kya kaam tha?

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

woh tumhai yaad dilana tha k mera Jhuprha ben gaya haiN :blush:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

really?!?! :blush: mai a rehi!

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

hiii.....dukhi...........
long time no see...........aap itney busy hain kya........

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

Abb ziyada free na hoo mai sirf inform ker raha tha tumhai aana ki dawat nahi dai raha tha :snooty:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

Hi Sara Bilkul theek Allah ka karam hain, haan zara aaj kal kaam ziyada haiN
tum kaisai hoo merai begair :D

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

oh. sahi. :bummer:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

:smiley: array mera becha dukhi hoo gaya :smiley:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

:D

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

waisey hi check ker laitey. :smilestar:
itnay interesting topic ki kia zaroorat thi. i thouht someone was in luv or something.:blush:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

Kiya huwa samajh nahi aaya, sirf hans ker kaam chala rahi hoo

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

:blush: maar to liya abb ye bhi beta doo kohn hoo app aur kiyo hoo app:blush:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

:smilestar:

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

bus main wo hoon

Re: Mera Chain Wain Sub Ujhra

:bummer: dukhi u changed :crying: