(~Mehboob~)
Sham say pehly khwaab naa dekha ker
Janny walon ki ghard-e-paa naa dekha ker
Yahan per kiss ko maloom hain ishq kay maiyni
Iss tamna kaa saaraab naa dekha ker
good one
good one keep it up..:)
great:k::k:
Beautiful............
nice... :)
:k: :k:
Nice, keep it up & Thanks for sharing :)
Very nice:k:…keep it up:)
:k::k:
nawazish
thanks alot friends, kehtay hain kay jub phoolon ko muhabat kaa wijdhan milta hay tu khusboo janam leti hay aur jub wajood ko tu shairi, main nahi janta kab muhabat hoi aur kub..... lakin aik baat hain kay main iss jazbay koo maar naa saka, woh hain naa
MUJH KO DUSMAN KAY IRADHOO PAY BI PYAR ANNY LUGA
TERI ULFAT NAY MUHABAT MERI ADAT KER DI
buss issi baat kaa dukh hay, khair yeah tu naseeb ki baat hay.
ook friends have a nice day
cute_ranja
very nice cute ranja!!
rooh jab wajd main aayai to ghazal hotee hai
ya koi dil ko satai to ghazal hotee hai
nice:k:
:k: