Mera Apna Aap Lauta Do tum chaho to mujh ko bhula do mera naam apnay dil say khurach do mita do meray tamaam khat ore saari wo tasweerayin kisi konay main daba do jala do…!!! per main tum say sirif itna kahoongi k janay say pehlay mujh ko mera apna aap lauta do mera apna aap lauta do…!!!
sad mood mein rehna acha lagta hai kiya ?
Re: Mera Apna Aap Lauta Do...
*Originally posted by Mrs_Mazhar: *
Mera Apna Aap Lauta Do tum chaho to
mujh ko bhula do mera naam apnay dil
say khurach do mita do meray tamaam
khat ore saari wo tasweerayin kisi konay
main daba do jala do......!!!
per main tum say sirif itna kahoongi
k janay say pehlay mujh ko mera apna aap lauta do
mera apna aap lauta do.............!!!!
Nice1, Mrs_Mazhar...:)
haan jee bohat acha lagta hai sad mood main rehna jee :P aur thx swera siso 4 reply jee :) and no thx to suraj 4 reply hehehhe ;)
hmmm waisey sad mood mein reha kioun acha lagta hai jee Mr_mazhar mar gaye kiya ??? ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Mrs_Mazhar: *
swera siso 4 reply jee :)
[/QUOTE]
welcome ji:D
aik baat meri sun lain suraj jee plzz ajj se baad kabhi matt kehna ke mazhar marr gay hai kiya ? maren mazhar ke dushman muje aise mazak bilkul passand nehi hai agar app ko kuch kehna hai to mere barre beshaak keh lou maggar mere mazhar ke barre main kisi ko haaq nehi kehne ka app ko bhi nehi plzz ajj se baad aisa kuch bhi na kehna !!!!!

sorry :( aap tu bharak hi gain
^ he was kidding ma’am :queen:
adat sai majboor hai! ![]()
maggar aise mazak kisi ko nehi karni chaye mott koi mazak nehi hai !!!! muje nehi acha lagta koi mere unn ke barre main aise batain karen :@@@
SurjjjjjjjjjjjjjjjjjjjjJ where ae you? ![]()
chalo mafi mangi jaldi sai, suna? kaan pakaR kai, warna…
Sorryyyyyyy ab nahi kahon ga aisa ![]()
Shabash, good bacha
Ok ab tum kahan ho dikh nahin rehai:mad: