Mentality

Larka Larkee sai: Bachay kaisay hotay hain?
Larkee: Chup :eek: :blush:
Larka: Bataaooo naa…:stuck_out_tongue:
Larkee: Bhuyee mujhay nahi pata…:blush:
Larka: Aray baiwaqooof…itna bhi nahi pata…Bachay maasoom hotay hain :stuck_out_tongue:

Re: Mentality

Bache sirf masoom hote hain
Larkiyan kuch ziyada masoom hoti hain

Good:smokin:

Re: Mentality

:hehe:

Re: Mentality

hoti hai ya banti hain…
waisay i think aaj kal koi masooom nahi hota

Re: Mentality

Maine bataya na

*kuch ziyada *= koshish hoti hai Un ki