Usne Kaha Ab Kiska Intezaar Hai,
Maine Kaha Ab Bhi Mohabbat Baaki Hai,
Usne Kaha Tu Toh Kab Ka Guzar Chuka Hai ‘Masroor’,
Maine Kaha Ab Bhi Mera Hausla Baaki Hai…
Re: mene kaha ab bhi mera hausla baaki hy
phir uss ne aise to nahi shakal banai ![]()
Re: mene kaha ab bhi mera hausla baaki hy
nahi usne meri baat maan li ![]()