Re: Member/Team of the month - May Winner
mujhay jaisa saaf dil ka banda tou har jagah aa sakta hay ![]()
aahista aahista seekho gi tum ![]()
Eshal inn kay kaan logoon nay bhar diya hain pahlay he ![]()
aur yah saboot kay toor par unhain paish bhi naheen kar saktay keonkah mein unn kay kachay chattay khool doon ga sub kay samnay ![]()