hi lets pray for our sweet home land lovely songs and meli naghmay ![]()
so start now
chand merey zamien phole mera watan merey khetoon ki mati hey lalay yaman:)
hi lets pray for our sweet home land lovely songs and meli naghmay ![]()
so start now
chand merey zamien phole mera watan merey khetoon ki mati hey lalay yaman:)
Re: meli naghmay (chand merey zamien)
Good thread Ghazel :-)
Pakistani Faouj kay jawaan hain hamm
Harr ghari tayyar kaamraan hain hamm
Apnay Mulk -o- Qom kay nighahbaan hain hamm
Pakistani Faouj kay jawaan hain hamm
(sorry bass itna hi 'sahi tarah' yaad hay )
This is one nicest Milli Naghma...
Re: meli naghmay (chand merey zamien)
salam dada uncle kasaiy heen app
dada uncle plz dua bhe karein na country key liya thori thori dua say humeray country jildi say janat banjay gi or hum sab happy happy rahien gey .
Re: meli naghmay (chand merey zamien)
dada uncle plz dua bhe karein na country key liya thori thori dua say humeray country jildi say janat banjay gi or hum sab happy happy rahien gey .
what else we can say on it, except aamin summa aamin :-)
mashAllah you are such a nice bhateeji :-)
inshAllah Pakistan will be progressing more and more, and in PAKISTAN all people will be more n more happy and happy inshAllah :-)
w'salam chanda, main theek Allah ka shukar hay, aap kasi ho?
abhi leaving, take care chanda, AH :-)
Re: meli naghmay (chand merey zamien)
**Chand roshan chamakta sitara rahay sab se uncha yeh jhanda humara rahay
![]()
TC wid love Cute Swee2 :Pretty:
**
Re: meli naghmay (chand merey zamien)
Dar karte ho tum***
Parchan ko bhalan
Allah karega tumko bhalan
Ghar hasme ho aur hosla
To sab kuch tumhara hai
To sab kuch tumhaaaara **
**tumhara hai, tumhara hai
Hamari Pehchaan, Tumari Pehchaan
Hamari Pehchaan, Tumari Pehchaan
Aao milke kahein sab, kahein sab, kahein sab
Milke Kahein sab Pakistan, Pakistan
Pakistan
Pakistan
Kehl ka mehdaan ho
Himat tab bhi jawan ho
Jab khelein jump ke khelein
Chahe jo bhi ho anjan
Maaon ki dua, Bhainon ki dua
Maaon ki dua, Bhainon ki dua
Tumhare naam, tumhare naam
Roshan kardo watan ka naam
Watan ka naam
Watan ka naam
Hoooooooooo
Mushkil wakt ho ya ho intahan, ha
Tum yaad rako ek hi naam, tum yaad rako ek hi naam
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah **
*Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah *
**Alaaaahhhhhh
Hogi mushqilen tumhari aasan
Maaon ki dua, Bhainon ki dua
Maaon ki dua, Bhainon ki dua
Tumhare naam, tumhare naam
Tumhare naam, tumhare naam
Hamari Pehchaan, Tumari Pehchaan
Hamari Pehchaan, Tumari Pehchaan
Aao milke kahain sab, kahein sab, kahein sab
Milke Kahein sab Pakistan, Pakistan
Zara zor se bolo, chilla ke bolo
Lalkaar ke bolo, lalkaar ke bolo
Zara dheera bolo, zara dheera bolo
Sab milke bolo, lalkaar ke bolo
Pakistan, Pakistan
Pakistan, Pakistan
Pakistan, Pakistan
Pakistan, Pakistan
Pakistaaaaaaannn
Dhunde duniya tumhare kadmon ke nishaan***
Re: meli naghmay (chand merey zamien)
thanks 4 songs but do pary also 4 pakistan
Re: meli naghmay (chand merey zamien)
ya dis humara hey humien us nay sanwara hey es ka ake ake zera humien jan say peyara hey ya dis ya dis ya dis
Re: meli naghmay (chand merey zamien)
dada uncle plz dua bhe karein na country key liya thori thori dua say humeray country jildi say janat banjay gi or hum sab happy happy rahien gey .
Ameen, tumharey mou main ghee sakker, Allah kerey tumhary dowa jaldi sey poori hoon takey hum bhi appny ghar lotey. :)