Meine Kaha

Meine kaha mere liye b dua kro,
Usne kaha is ki fikar na kro,
Meine kaha mere zehan pe rehta hai bojh sa,
Usne kaha chupke se ro lia kro,
Meine kaha raaton ko neend nahi aati,
Usne kaha sone ki koshish to kia kro,
Meine kaha dil mei teri yaadein hain,
Usne kaha dil ko samjhaya kro,
Meine kaha tere milne ki umeed hai kia…?
Usne kaha Qismat pe bharosa mat kia kro

Re: Meine Kaha

Zabardast … :k:

Re: Meine Kaha

nyc :k: