Mujh ko maloom hai gham hai koi saughaat nahe
Tum mujhe apna kaho aise bhi halaat nahe
Aur agar bhool gaye ho tu koi baat nahe
Zakhm tu pehle bhi is dil pe laga kartay thay
Mein wohi hoon jissay tum pyar kiya kartay thay …
*
*Mein wohi hoon jissay tum pyar kiya kartay thay
Din mein sau baar mera naam liya kartay thay
Aaj kya baat hai kyun mujh se khafa bethay ho
Kya kisi aur ko dil apna bana bethay ho
Faaslay itnay tu pehle na huwa kartay thay
Mein wohi hoon jissay tum pyar kiya kartay thay
Re: ~~ Mein wohi hoon jissay tum pyar kiya kartay thay ~~
![]()
Re: ~~ Mein wohi hoon jissay tum pyar kiya kartay thay ~~
![]()
![]()
Very Sad And True Feelings.
Re: ~~ Mein wohi hoon jissay tum pyar kiya kartay thay ~~
It sure is sad
Re: ~~ Mein wohi hoon jissay tum pyar kiya kartay thay ~~
Zakhm tu pehle bhi is dil pe laga kartay thay
Mein wohi hoon jissay tum pyar kiya kartay thay …
:hinna: very ghumzada