mein tumharey bina....

jesay ye aasman chand sitaron k bina
aur ye
banjer zameen barishoin k bina
ye phool podey mitti k bina
aur ye insaa’n hawa pani k bina,
aesay hi hoin mein tumharey bina
hain! aesay hi hoin
mein tumharey bina


mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!