Re: Mein tujh Ko Chah Nahin Saktaa…
**Maray Humdum
Mein wo Lamha hon jo waqt say agay
kabhi bhi ja nahin sakta
ye jo Dewar-e-dunya hai
Mein isko dha nahin sakta
Mein tum tak aa nahin sakta
Tum chaho tou meray humdum
Isko maree budqismatee kah lo
Tumhain apna nahin sakta
Mein tum ko……….chah nahin sakta**
bechara
zabardast selection of words :k:
very touchy stuff frm ur side keep it up !!!..