Tahee daman hon………..
Na khushiyan hain na soghatain
Na mujh mein rang hain koi
Na chanchal shookh se batain
Maree qismat mein likhe hain
Na koi chandni ratain
Maree payshani pay dekhoo
Sayah bakhtee nazar aee???
Mohabat k dar-o-dewar pay tumko
Kisi chahnay walay ki takhtee nazar aee?
Maree khaahish ko Nochtee
Tumhain Halat ki sakhtee Nazar aee???
Tumhain khahish hai maree par.
Maree bhi ik tamana hai
Tumhain barbaad nagree say
Bohat he door rakhna hai
Maray Humdum
Mein wo Lamha hon jo waqt say agay
kabhi bhi ja nahin sakta
ye jo Dewar-e-dunya hai
Mein isko dha nahin sakta
Mein tum tak aa nahin sakta
Tum chaho tou meray humdum
Isko maree budqismatee kah lo
Tumhain apna nahin sakta
Mein tum ko……….chah nahin sakta
**wowwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww…superb sis!
oh my god u have nooo idea how much this poem touched me.
kya kamaaaal ka likha aap ne Sohniye **
Maray Humdum
Mein wo Lamha hon jo waqt say agay
kabhi bhi ja nahin sakta
ye jo Dewar-e-dunya hai
Mein isko dha nahin sakta
Mein tum tak aa nahin sakta
Tum chaho tou meray humdum
Isko maree budqismatee kah lo
Tumhain apna nahin sakta
Mein tum ko……….chah nahin sakta
thanks alot for Ur Appreciation dear Siso…
Infact ye feelingz kisee aur ki theen …mein nay tou just inspire ho kar likha hai uss shaks ki feelingz say:@:
warna mein kahan iitnay dukh paal saktee hon:)
Tahee daman hon………..
Na khushiyan hain na soghatain
Na mujh mein rang hain koi
Na chanchal shookh se batain
Maree qismat mein likhe hain
Na koi chandni ratain
** bouhat khoobl… :k:
PS:
Tery daman se lipti haiN
Ye khusyaN aur soghataiN
Ye rangoN se bhara chehra
Ye tere shookh si baataiN
Teri qismat se hai bandhi
Kisi ki chandni raataiN…
Meri guRya badal do tum
Ye apni ghum zada baatiaN
Rahyga chand bhe tera aur ye chandni raatiaN
**
kabhi bhi ja nahin sakta
ye jo Dewar-e-dunya hai
Mein isko dha nahin sakta
Mein tum tak aa nahin sakta
Tum chaho tou meray humdum
Isko maree budqismatee kah lo
Tumhain apna nahin sakta
Mein tum ko……….chah nahin sakta**
bechara
zabardast selection of words :k:
very touchy stuff frm ur side keep it up !!!..