Re: Re: Re: Re: Re: Re: ~ Mein ne is ko yaheen khoya thaa ~
.................
Re: Re: Re: Re: Re: Re: ~ Mein ne is ko yaheen khoya thaa ~
.................
Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: ~ Mein ne is ko yaheen khoya thaa ~
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Peeth ke peechay se waar karna tu buzdalli hoti hai Lamhay jee... ab aap itni bhi anjaan mat baneyay, mujhe khabar hai ke meri tabahe ki peeche kisi aur ka nahee aap ka haath hai !
[/QUOTE]
o really huh tabahe dena tu koi aap jaisoon sey seekhay
khair i dont care bye now!!
Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: ~ Mein ne is ko yaheen khoya thaa ~
.............
Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: ~ Mein ne is ko yaheen khoya thaa ~
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Lanat ho aisi khushi per kisi ka dil dukha kar hasil ki jae... !
Mujhe koi shauk nahee tumhare munh lagne ka, it was you who started all this today ! Khair, U can leave Lamhay, I also dont care ! Go to hell !
Bye
[/QUOTE]
well mr arif nawaz start tu mera chapter tum nay kia tha and u have to pay it in any way ! dont worry ur going to hell with ur ghattiya thoughts !!
dil tu tumhara hai hi nahin jabhi kheltay hoo doosaroon k saath !!
bye !! get lost!!
..................
aur raha tumharay munh lagnay ka tu mujhay tum jaisay ghatiya insaan
k munh lagnay ka koi shauk nahin huh sarkar bachaye tum jaisoon sey ameen!!
apni khair manoo !!
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
OK !!!
Ghatteya thoughts kya hoteen hai lamhay, I will show you this... ! Keep checking the Images section !
Bye
[/QUOTE]
or main phir ye thoughts apnay unko dikhaoon gi phira kia hoga aap ka mera tu hogaya aap ka kia hoga post it and he will c !!
cha cha !!
.................
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Afsoos sad afsoos Lamhay !
Do you think tum apne UN ko yeh pictures dikha sakti ho? soch lo ek baar phir :p
[/QUOTE]
yeah cuz aap tu sab samnay hai aur maray huay ko kia darna :)
tum apni khair mana loo cuz main tu tumhari wajha say tabah hochuki hoon
tumhara kia hoga????
aap ka ghar and woh!! ab tak bach gaye theey ab kia hoga?
Kiya hoo raha hai....
................
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Chalo acha hai aap ke WOH tu baad mein dekhenge pehlay duniya ko dikhaya jaye aap ki assleyyat !
Aur rahi baat meri, tu wohi hoga jo taqdeer mein likha hoga, and by the way, khud ko Khuda samajhna band kar do warna kaheen ki nahe rahogi Lamhay ! Na tum Khuda ho na tumhare WOH !
[/QUOTE]
duniya ko chalo dikhatay hain sab sey pehlay duniya ko
duniya sey darnay walay duniya ko dikhanay chalay lolzz
aur raha sawal khuda samjhnay ka tu Mr aap ye bhol rahay hain khuda aap nay apnay aap ko samjh kar meri life tabah ki thee huh
aur aaj aap ko khuda yaad agaya??? aap ko huh!!
.................
....................
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Well ...
Tabah mein ne kiya tu aap tu doodh peeti bachi thee na jo aajaya karti thee tabah hone ke liye :p jitni aqqal ab agaee hai us wakt kya ghas charne gaee huwi thee aqqal aap ki lamhay?
Aur yeh khoob hai ke jab raaz per se pardah uth jaye tu ussay tabahi ka naam de diya jaye, warna woh sab kuch enjoyment hota hai... wah ji kya kehna aap ki soch per !
Aaj jin ka itna khayal aagaya achanak kal yehi thay jin se familarity nahee horahi thee... yaad aaya ya yaad dilaoon ???
[/QUOTE]
raaz sey parda tu sarkar nay uthaya aur haan aap sey dil o jaan sey pyar kiya tha ab kiya pata thaa aap sirf waqti time pass karahay theey
hazaroon ki list hogi jo ilim hota kay aap aaj kaal involve hai per bakol aap kay kay aap ki dost hai ya aisa kuch nahin jaab raaz sey parda uth gaya tu aap sab sey pehlay ghayab huay main nay tu aap ki jaan bachanay ka hi socha tha na per aap tu kiya kehna aap ka
jaab dubai gaye tu wahan sey kiya kiya na farmaya jab mushkil pari tu main yaad aye aur uskay baad jaab mujh per mushkil aye tu apni ammi
ko meray oper kardiya wah kia kehna aap ka, aur raha sawal enjoyment ka tu iss main sab sey pehlay haath aap ka tha kasam tu aap nay khauye thee na main nay nahin wah ulta chor kotwal ko dhantay !!
aur raha sawal apnay unka tu agaya deer say sahi per afsoos aap say aisi umeed nahin the sarkar ghous pak ka naam lay lay kar dhoka denay wala!!
main tu chaloo tabah hui per main tu pyar hi samjha tha aap nay tu ghalat neeyat rakhi thee jabhi haar aik k saath involve hotay rahay aur ab tak!!
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Lamhay actually I was just waiting for your comeback ! Ab tum agaee ho tu ab mein tumhari izzat ko bhi ussi tarha chaar chand lagaonga jis tarha tum ne kiya hai !
Aunty jee, I wont' forgive you !
[/QUOTE]
tum Tu GS per karogey main tu real main karongi mr wait for night bye bye mein tu doobh chuki hoon aap ka kiya hoga janab e alii!!
waisay izzat tu aap ki police walay zayead jantay hongey !!!
....................
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Lamhay, aisa na ho tum yahaan kisi ko munh na dikha pao... !
Itna garoor acha nahee !
[/QUOTE]
Wah Wah aap nay munh dikhanay ko chora hai??
khudh tu duniya main dandantay phir rahay hoo chain ki neend sorahay hoo doosaroon ko ujaar kar aur ab kaha jaraha hai
waisay munh tu sarkar ko dikhana hai hai is kabil???
main tu bahut gunah gaar hoon jo unkay aik mureed ko bahut apna samjha aur yaqeen karti gaye per uska maqsad tu kuch aur hi tha
aur raha sawal raa zsey parda utha tu main badli nahin badlaay ap forun socha kay aab mushkil hai kahin aur try kartay hain woh maray tu maray !!
aur gharoor tu aap k ander hai jo ab tak mujhay ilzaam waisay dekhlo kaun kaisi zindagi ji raha hai !
aur waisay aik baat hai logh ghaltiyaan karkay tuba kartay hain wat abt u? aur raha sawal mera tu aap sey bahut kuch inaam main mila hai
aur ki zaroorat nahin !!
And I've said it before. PLEASE keep your personal affairs OFF the forums, thank you. Aap log sirf apnay aap ko tamasha bana rahe haiN auroN ke saamne.