mein nahi ya wafa nhai baqi

Himmat-e-iltija nahe baaqi…

Zabt ka hosalaa nahe baaqi…

Ek teri deed chin gai mujh se…

Warnaa duniyan mein kiya nahe baaqi…

Apni mashq-e-sitam se haath na khench…

Main nahe yaa Wafa nahe baaqi…

Teri chashm-e-alam nawaaz ki Khair…

Dil mein koi gilaa nahe baaqi…

Ho chuka Khatam ahad-e-hijr-o-visaal…

Zindagi mein mazaa nahe baaqi…

Re: mein nahi ya wafa nhai baqi

Zindagi mein mazaa nahe baaqi…

:hinna: