Mujhe jeenay nahee deti hai yaad teri
Sun ke aajaa tu aajaa awaaz meri
Mujhe jeenay nahee deti hai yaad teri …
Kya tujh ko kabhi bhi meri yaad aati nahee
Jaise tarpaati hai mujhko tujhko tarpaati nahe
Pal pal mujhe tarpaati hai yaad teri
Sun ke aajaa tu aajaa awaaz meri
Mujhe jeenay nahee deti hai yaad teri …
Bewafa na tu samajhna pyar hai tujh hi se mujhe
Qismat mein jab milan na ho kaise mil paon tujhe
Meri jaan jaise leti hai yaad teri
Tujh bin hai yeh duniya weeraan meri
Mujhe jeenay nahee deti hai yaad teri …
Mein na tujhe bhula saka tu ne kaise bhula diya
Kahaan hain teri aaj qasmain wada kar ke daga diya
Mujh ko dard bahut deti hai yaad teri
Sun ke aajaa tu aajaa awaaz meri
Mujhe jeenay nahee deti hai yaad teri …
Mujhe jeenay nahee deti hai yaad teri
Sun ke aajaa tu aajaa awaaz meri
*
I really miss you a lot ![]()