Mein logon sy mulaqaton k lamhay yaad rakhta hon

Re: Mein logon sy mulaqaton k lamhay yaad rakhta hon

:smack2:…
Ary Baba…ye is terhan nhi hy…:no:

Sha`ir ny rawaiya is liya yaad rakhny ka kaha hy k…
Wo khud kisi k saath aysa rawaiya ikhtiyaar na karay…Jis sy logon ko Aziyat Ponhchay…:slight_smile: