mein lafz dhondh dhondh kar thak hi gaya adam!

woh kehti hai, jana lehjay may udasiat buhat si hai?
main kehta houn, titlioun nay bhi meray dukh ko mehsoos kia hai!

    woh kehti hai, mujhay ab bhi bai-wafa kay naam say yaad kartay ho? 
    main kehta hoon, meray nisab may ab yeh lafz shamil hi nahi! 

    woh kehti hai, kabhi meray zikar per ro bhi laitay ho? 
    main kehta hoon, meri aankhoon ko her waqt ki pho-aar aachi lagti hai! 


    woh kehti hai, tumhari baatoon may itni gehrai si kyoon hai? 
    main kehta hoon, TUMHARI JUDAI KAY BAAD MUJH KO YEH AIZAAZ MILA HAI 


    mein lafz dhoondh dhoondh ker thak hi gaya adam.....woh phool de ke baat ke izhar
    kergayeee!

nice! :k:

Re: mein lafz dhondh dhondh kar thak hi gaya adam!

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

mein lafz dhoondh dhoondh ker thak hi gaya adam.....
woh phool de ke baat ke izha ker gayeee!
[/QUOTE]

bohat khoobsurat.......thanks 4 sahring sitah.....:)
how u feeling now

Buhat Khoob :k:

hmmm good :)

Lamhay sis , Nice :)

Lamhay jee…:k:

Great …bohot khoob…:slight_smile: Humesha ki tarha

bhut khoob ramseha ji :k:

Re: Re: mein lafz dhondh dhondh kar thak hi gaya adam!

[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *

bohat khoobsurat.......thanks 4 sahring sitah.....:)
how u feeling now
[/QUOTE]

:) well im fine siso allah ka karam hai !

      :nono:

ramseha ji u mean rameesha ji well niki wat ru saying ooooops im not rameesha u make a big mistake yaar kahan hai dimagh reply kartay main ???

any way thanks nikki!

and thanks kinaraji,sunny boy ,nikami siso,gul behen ,chaandji and nayyab!

Re: Re: Re: mein lafz dhondh dhondh kar thak hi gaya adam!

mein lafz dhoondh dhoondh ker thak hi gaya adam…woh phool de ke baat ke izhar
kergayeee!

Beautiful :flower2:

:frowning:
sorry lamhay :frowning:

wo actually pata nahi dimagh kahan tha tab
ghalti ho gaye na
poem tu yahi parhi naam ramesha ka rah gaya tha
:hehe:

bohat-khoob

excellent choice :k:

thanks jumura , capricorn ji and nikki its ok :)