I did not notice that I have posted 1009 messages in 2 years, and nobody said/ uttered/ written a single ‘Manhoos’ sorry ‘maanoos’ word for me.. Kiyoun?
Mods saay ‘Hath jornay wala Icon’ ( Gizzy pai jaan, yah hath jornay wala smelly tu market mein laain..mujhay bohut zarurat rehtee hai iss ke) darkhawasat hai..kay aissay rehnay saay koi faida nai..Please mujhay
Ban ker dain.. Please Ban me.. please behan me ..rotaay hoay aissaay hee words nikaltaay hain.. Koi hai jo Babay ko Ban ker sakay.. hello anybody at home.. Helloooooo…listening my echoes..
Kiya mein Ban nahi hoa ab tuk…oay seedhi tarah mujhay ban kertay ho kay nahi… Nobody loves me.. Mujhay Log Gay, Khusra, kebab mein Haddi, sarial, clown, and bohut Kuch kehtay hain..
Yeh dil hee tha jo sah gaya
woh baat aisse kah gaya
kehnay ko ab kiya rah gaya
Ankhon saay darya bah gaya
baba jee aap ko main ney khusra kaha tha na,, im sorry. main bohot kuch bol jati hun... aap meri baatein dil per mat lena.. by the way, aap ka yeh kaisa kaam hai? mujhay shak ho raha hai aap doctor bhi ho ya nahin?
aap ko kia kaha tha? i cant remember... shaid wo meri thread jo main ney open ki thi us main bohot logon ko bura bhala kaha tha..
pata hai this is to the moderator... Moderator Sahib/Sahiba, this site is reallllyyyyy slow.. Kia masala hai kafi time baad koi message ya thread window per khulti hai. mujhay bore ker diya hai is slowness of site ney
App nay mujh say kaha tha k aap mujh say milna chahti hai
bhala kabhi kissi mashraqi larkay ko iss terha kehtay hai mai to sharam k maray pani pani ho gaya :D