mein fanaa ho gaya
Acha ![]()
Re: mein fanaa ho gaya
Hatred is v strong....loog apna sub kuch usme laga dete hain
Re: mein fanaa ho gaya
Nice Sharing Ehsan bhai..:k:
Re: mein fanaa ho gaya
sabar ker mobhat mai jigar aisa hi hota hai ..
zara sa dil jalta hai or kuch rona bhi parta hai ..
Magar sun lo mobhat bhi bari masoom hoti hai
judai aa bhi jayee tou kaha rukti hai ..
wafa ki deed ke khatir bara logo se larta hai ..
aaji yeh ishaq hai yaroo zara roko tou barhta hai ..
safai kuch nhi daita mobhat k sawaloo per
duniya dars deti hai par woh dil ki sunta hai ...***
Re: mein fanaa ho gaya
sabar ker mobhat mai jigar aisa hi hota hai .. zara sa dil jalta hai or kuch rona bhi parta hai ..
Magar sun lo mobhat bhi bari masoom hoti hai judai aa bhi jayee tou kaha rukti hai ..
wafa ki deed ke khatir bara logo se larta hai .. aaji yeh ishaq hai yaroo zara roko tou barhta hai ..
safai kuch nhi daita mobhat k sawaloo per duniya dars deti hai par woh dil ki sunta hai ...***
zabardast.
Re: mein fanaa ho gaya
Ho sakata hai usski koi majburi ho?!?!