*Mein chahata bhi yehi thaa woh bewafa niklay
Ussay samajhnay ka koi tau silsila niklay
Kitaab-e-maazi ke pannay ullat ke dekh zara
Na jane kaun sa panna murra huwa niklay
(Kitaab-e-maazi ke auraak ullat ke dekh zara
Na jane kaun sa safha murra huwa niklay)
Jo dekhnay mein bahut hi qareeb lagta hai
Ussi ke bare mein socho tau faasila niklay …
Amal
February 23, 2011, 8:36pm
2
Re: ~~ Mein chahata bhi yehi thaa … Woh bewafa niklay ~ ~
Amarbail:
*Mein chahata bhi yehi thaa woh bewafa niklay
Ussay samajhnay ka koi tau silsila niklay
Kitaab-e-maazi ke pannay ullat ke dekh zara
Na jane kaun sa panna murra huwa niklay
(Kitaab-e-maazi ke auraak ullat ke dekh zara
Na jane kaun sa safha murra huwa niklay)
Jo dekhnay mein bahut hi qareeb lagta hai
Ussi ke bare mein socho tau faasila niklay …
An everlasting masterpiece…always a treat to read… … than Arif for posting it separately
UZ
February 24, 2011, 5:37am
3
Re: ~~ Mein chahata bhi yehi thaa … Woh bewafa niklay ~ ~
Nice one Arif :k:
Re: ~~ Mein chahata bhi yehi thaa … Woh bewafa niklay ~ ~
bohat khoob :k:
Re: ~~ Mein chahata bhi yehi thaa … Woh bewafa niklay ~ ~
v nice but ye safah or panna kya alag alag hain???i guess aik he hain
Aryaan
February 24, 2011, 10:37am
6
Re: ~~ Mein chahata bhi yehi thaa … Woh bewafa niklay ~ ~
Good One Arif ..:k:
fara
February 24, 2011, 1:51pm
7
Re: ~~ Mein chahata bhi yehi thaa ... Woh bewafa niklay ~ ~
Buhat aala..
Re: ~~ Mein chahata bhi yehi thaa ... Woh bewafa niklay ~ ~
ye safah or panna kya alag alag hain???i guess aik he hain
You are rite Shazia, panna aur safha donoo ka aik hi matlab hai ... Jagjit Singh sung this ghazal in his melodious voice and he changed the original shair which I put inside the bracket to understand.
Re: ~~ Mein chahata bhi yehi thaa ... Woh bewafa niklay ~ ~
Thank you all for liking my contribution ...